Cancellation & Refund Policy
Last updated: 29 September 2026
Ye ek digital product hai jo payment ke turant baad deliver ho jaata hai. Isliye order cancel nahi hota aur koi refund nahi diya jaata.
Failed ya double payment
Agar paise kat gaye lekin payment fail hua, to bank amount 5–7 working days mein khud wapas kar deta hai. Agar galti se ek hi order ke liye do baar payment ho gaya, to contact@bigsdeal.in par dono Payment ID bhejiye; extra payment wapas kiya jaayega.
Access nahi mila?
Payment ke turant baad download page khulta hai aur email par bhi link aata hai. Link na mile to yahan Payment ID daal kar dobara paayiye, ya contact@bigsdeal.in par likhiye.